Wednesday, December 24, 2008

in search of.....

Yaad hai .... un dino se aaj tak... talash hi hai....
auron ko dekha.... sab kisi na kisi ki talash mein hai...
kya talash hai ...kya pyaas hai koi nahi jaanta,
dil sochta hai kuch dimaag kuch ....is soch mein bhi hai talash..
kyon hum sab yahi karte hai ...talash hi karte rahte hain......
kyon hai dishahin hum sab.... talash hi hai par manzil nahi hai
bas yah talsh hi hai....!!